![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
Home |
Hinduism |
in India |
Products |
Texts |
of India |
Deities |
Sadhanas |
Objects |
Articles |
|
|
![]() |
![]() |
|
Shirdi Sai Baba Chalisa
Pehle Sai ke charan main, apna sheesh namaaun main, Kaun hai mata, pita kaun hai, yeh na kisi ne bhi jaana, Koyee kahe Ayodhya ke, yeh Ramchandra bhagvan hain, Koyee kehta mangal murti, Shri Gajanan hain Sai, Shanker samaj bhakta kayee to, Baba ko bhajhte rahte, Kuchha bhi maano unko tum, pur Sai hain sachche bhagvan, Kayee baras pehle ki ghatna, tumhe sunaunga main baat, Aaya saath usi ke tha, baalak aik bahut sunder, Kayee dino tak raha bhatakta, bhiksha maangi usne dar dar, Jaise-jaise umar badi, badti hee vaisy, gaee shaan, Dig digant main laga goonjane, phir to Saiji ka naam, Baba ke charno main ja kar, jo kehta main hoo nirdhan, Kabhi kisee ne maangi bhiksha, do Baba mujhko suntaan, Swayam dhukhi Baba ho jaate, deen-dukhijan ka lakh haal, Bhakta ek madrasi aaya, ghar ka bahut bada dhanvaan, Laga manane Sainath ko, Baba mujh per daya karo, Kuldeepak ke bina andhera, chchaya hua ghar mein mere, Kuldeepak ke re abhav main, vyartha hai daulat ki maya, De do mujhko putra-daan, main runi rahoonga jivan bhar, Anunaye-vinaye bahut ki usne, charano main dhar ke sheesh, 'Allah bhala karega tera,' putra janam ho tere ghar, Ab tak nahi kisi ne payaa, Sai ki kripa ka paar, Tan-man se jo bhaje usi ka jug main hota hai uddhar, Main hoon sada sahare uske, sada rahoonga uska daas, Mera bhi din tha ek aisa, miltee nahi mujhe thi roti, Sarita sammukh hone par bhi main pyasa ka pyasa tha, Dharti ke atirikt jagat main, mera kuch avalumbh na tha, Aise main ik mitra mila jo, param bhakt Sai ka tha, Baba ke darshan ke khatir, mil dono ne kiya vichaar, Paavan Shirdi nagari main ja kar, dhekhi matvaali murti, Jabse kiye hai darshan humne, dukh sara kaphur ho gaya, Maan aur sammaan mila, bhiksha main humko Baba se, Baba ne sammaan diya haiy, maan diya is jivan main, Sai ki leela ka mere, man par aisa assar huaa, 'Kashiram' Baba ka bhakt, iss Shirdi main rehta tha, Seekar svayam vastra bechta, gram nagar bazaro main, Stabdh nisha thi, thay soye, rajni aanchal me chand sitare, Vastra bech kar lote raha tha, hai! Haath se 'kaashi', Gher raah main khade ho gaye, usse kutil, anyaayi, Loot peet kar usse vahan se, kutil gaye champat ho, Bahut der tak pada raha vaha, vahin usi halat main, Anjane hee uske muh se, nikal para tha Sai, Shubdh utha ho manas unka, Baba gaye vikal ho, Unmadi se idhar udhar tab, Baba lage bhatakne, Aur dhadhakte angaro main, Baba ne kar dala, Samajh gaye sab log ki koi, bhakt para sankat ain, Usse bachane ke hi khatir, Baba aaj vikal hai, Itne me hi vidhi ne apni, vichitrata dhikhlayi, Lekar sanghya heen bhakt ko, gaadi ek vahan aayee, Shant, dheer, gambhir sindhu sa, Baba ka anthsthal, Aaj daya ki murti svayum tha bana hua upchaari, Aaj bhakti ki visham pariksha main, safal hua tha Kaashi, Jab bhi aur jahan bhi koyee, bhakta pade sankat main, Yuga yuga ka hai satya yeh, nahi koi nayee kahani, Bhedh bhaav se pare pujari manavta ke the Sai, Bhed bhaav mandir masjid ka tod phod Baba ne dala, Ghante ki pratidhvani se gunja, masjid ka kona kona, Chamatkar tha kitna sundar, parichaye iss kaya ne dee, Sabko sneha diya Sai ne, sabko suntul pyar kiya, Aise sneha sheel bhajan ka, naam sada jo japa kare, Sai jaisa daata humne, aare nahi dekha koi, Tan main Sai, man main Sai, Sai Sai bhajha karo, Jab tu apni sudh tajkur, Baba ki sudh kiya karega, To Baba ko aare! vivash ho, sudhi teri leni hee hogi, Jungal jungal bhatak na pagal, aur dhundne Baba ko, Dhanya jagat main prani hai veh, jisne Baba ko paya, Giren sankat ke parvat, chahe bijli hi toot pare, Iss budhe ki sunn karamat, tum ho javo ge hairaan, Ek baar Shirdi main sadhu dhongi tha koi aaya, Jari, butiyan unhe dhikha kar, karne laga vaha bhashan, Aushadhi mere paas ek hai, aur ajab iss main shakti, Aggar mukta hona chaho tum, sankat se bimari se, Lo kharid tum isko, sevan vidhiyan hai nyari, Jo hai suntaan heen yahen yadi, meri aushdhi ko khayen, Aushadh meri jo na kharide, jeevan bhar pachtayega, Duniya do din ka mela hai, mauj shaunk tum bhi kar lo, Hairani badti janta ki, lakh iski kaarastaani, Khabar suna ne Baba ko yeh, gaya daud kar sevak ek, Hukum diya sevak ko, satvar pakad dusht ko lavo, Mere rehte bholi bhali, Shirdi ki janta ko, Palbhar mai hi aise dhongi, kapti neech lootere ko, Tanik mila aabhaas madari, krur kutil anyayi ko, Pal bhar main sab khel bandh kar, bhaga sir par rakh kar pairr, Such hai Sai jaisa daani, mil na sakega jag main, Sneh, sheel, sojanya, aadi ka abhushan dharan kar, Vahi jeet leta hai jagti, ke jan jan ka anthsthal, Jab jab jag main bhar paap ka bar bar ho jaata hai, Paap aur anyaya sabhi kuch, iss jagti ka har ke, Sneh sudha ki dhar barasne, lagti hai duniya main, Aisse hee avtari Sai, mrityulok main aakar, Naam dwarka masjid ka , rakha Shirdi main Sai ne, Sada yaad main mast ram ki, baithe rehte the Sai, Sookhee rookhee tazi baasi, chahe ya hovai pakvaan, Sneh aur shradha se apni, jan jo kuch de jaate the, Kabhi kabhi man behlane ko, Baba baag main jate the, Rang-birange pushpa baag ke mand mand hil dul karke, Aise su-madhur bela main bhi, dukh aafat vipada kai maare, Sunkar jinki karun katha ko, nayan kamal bhar aate the, Jaane kya adhbut, shakti, uss vibhuti main hoti thi, Dhanya manuja veh sakshaat darshan, jo Baba Sai ke paye, Kaash nirbhaiy tumko bhi, saakshat Sai mil jaata, Gar pakar main charan shri ke, nahi chorta umar bhar, ![]()
| Hanuman Chalisa | Ganesh Chalisa | Durga Chalisa | Shiv chalisa | Bhairav Chalisa | Ganga Chalisa | Vishnu Chalisa | Krishna Chalisa | Lakshmi Chalisa | Ram Chalisa | Sai Baba Chalisa | Shani Chalisa | Navgrah Chalisa | Santoshi Chalisa | Kali Chalisa | Saraswati Chalisa | Gayatri Chalisa | | Ramayana | Mahabharata | Vedas | Puranas | Upanishad | Bhagwat Gita | Chalisa | | Return Home | About Hinduism | Pilgrimage in India | Religious Products | Religious Texts | Greatness of India | Hindu Deities | Powerful Sadhanas | Sacred Objects | Exquisite Articles | |
||
![]() |
![]() |